Skip to product information
1 of 6

BlissRasa™

| Aangan Blend —

| Aangan Blend —

Regular price $129.00 USD
Regular price Sale price $129.00 USD
Sale Sold out
Shipping calculated at checkout.
Size
Quantity

Assam ka kadak swaad aur Darjeeling ki mulaayam khushboo. — Dono ki chuninda bagaanon se hamare expert tasters ne pyaar se banaya hai ye blend.

Roz ki zindagi mein woh ek chhota sa sukoon ka pal deta hai yeh cup. Koi bhaag daud nahi. — Koi shor nahi.

Bas aap, aapki chai, aur woh ek pal jo sirf aapka hai. ·

▪ Achhi chai roz nahi pi sakte, aisa kisne kaha? Aangan isliye banaya hai ki quality pe samjhauta kiye bina, aap roz woh cup enjoy kar sako. Har din. Bina soche. ·

Yahi toh Aangan ka idea hai. Chahe aapka aangan balcony ho, garden ho, verandah ho, ya office ke corner ki woh ek khidki. |

Aangan ki feeling hamesha wahi rehti hai. Aapke cup mein.

View full details